Miscellaneous Nature
674 Aisy Program Sunnay ka hukam jin k doran mein Moseeqi bhi nashar hoPosted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Radio per akhbarat ki aara wagaira nasher huny k doran mein moseeqi bhi nasher hoti ho to aisy program sunnay ka kia hukam hai?
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Main nojawan larki hoon. deegar talibat k sath hostal mai moqeem hoon, Allah Ta'ala ny haq ki taraf meri rehnomai farmai aur Alhamdullillah mai ny is ka daman tham lia, jab apny ird gird aur khas tour per baaz sathi talibat mai kuch muasi aur munkirat dekhti hon, Maslan: Gany sunnan, geebat kerna aur chugli khana wagaira to shadeed qism ki zehni kuft mai mubtala hoti hoon. mai ny inhain bohat samjhaya magar in mai sy kuch to mera mazak urati hain aur kehti hain k "mai purany khayalat ki hamil aik daqiyanosi larki hoon" daree halaat mujhy kia kerna chaheye? meri rehnomai farmain.
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Mai aik nojawan larki hoon aur geebat aur chogal khuri sy nafrat kerti hoon. kabhi aisy logo k pass bhi hoti hoon jo dosrey logo k muta'aliq guftagu kerty kerty geebat goi tak pohanch jaty hain. mai dil hi mai issy napasand kerti hoon magar ziadah shermilay pan ki wajah sy inhain aisa kerny sy rok nahi pati aur na is sy dour ja sakti hon, jab k meri tamanna hoti hai k yh log dosri baton mai masrof hujayen. kia is doran mai in k pass bethny sy mai bhi gunaahgar houngi? mujhy kia kerna chaheye?
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Mai nojawan larki hoon. deegar talibat k sath hostal mai moqeem hoon, Allah Ta'ala ny haq ki taraf meri rehnomai farmai aur Alhamdullillah mai ny is ka daman tham lia, jab apny ird gird aur khas tour per baaz sathi talibat mai kuch muasi aur munkirat dekhti hon, Maslan: Gany sunnan, geebat kerna aur chugli khana wagaira to shadeed qism ki zehni kuft mai mubtala hoti hoon. mai ny inhain bohat samjhaya magar in mai sy kuch to mera mazak urati hain aur kehti hain k "mai purany khayalat ki hamil aik daqiyanosi larki hoon" daree halaat mujhy kia kerna chaheye? meri rehnomai farmain.
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Muderja zail masail ka sharai hukam kiya hai?
1: Baglu aur zair-e-naaf balo ko zaeel kerna.
2: orton ka tango aur bazoun k baal utarna.
3: Khawand ki farmaish per abrowon k baal utarna.
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Kia mery liye jaiz hai k main aik bachy ko kuch tohfaa doun aur dosrey ko is liye na doun k woh gani hai?
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Aik orat purana sona ley ker sony ki market mai jati hai aur sunaar sy kahti hai k is ki qeemat ka andazaah lagao jab woh iski qeemat ka andazaah ker laita hai to kehti hai k is ki qeemat k badley mujhy naya sona dey do. kia is tareka kaar mai koi cheez shariyat islamia k mukhalif hai?
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
(Alif) kia akhbarat ko daster khuwan k tour per istemal kerna jaiz hai? agar nahi to parhny k baad is sy kia salook kerna chaheye?
(Bay) baaz log baki mandah khana kisi cartoon wagaira mai daal ker sarak per rakh daity hain ta k issy janwar kha len magar safai kerny wala amla issy utha ker dosrey kachrey mai phenk daita hai, kia is tarha kerna darust hai.
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Main ny parha hai k gunahon ka nateeja azaab Elahi aur berkat uth jany ki surat mein samny ata hai. main to is khouf sy ro daiti houn. barah-e-karam meri rehnumai famrayen.
Posted on April 26, 2013 | Filed under Miscellaneous Nature, Mukhtalif Fatawajaat
Mai Qabal azee mard-o-zan per mushtamil makhlot muashrey mai rehti thi, is doran mai aik shakhs ny shetani khuwaish sy mujhy sony ka aik qeemati baar batour tuhfa paish kia. Al hamdullillah mai ab is muashrey sy nikal ai houn aur haq ka rasta pehchan chuki hoon aur apny kiye per nadim hoon. kia ab is tuhfey per mera koi haq hai? issy zaib tan kerna mery liye jaiz hai, ya issy sadqa ker doon ya akhir kia karon? yad rahy k mai ab is muashrey ko napasand kerti hoon, lehaza issy wapis kerna bhi namumkin hai?

- Aqeedah
- ILM
- Taharat
- Haiz-o-Nifas
- Namaz
- Janazah
- Zakaat k masail
- Roza
- Hajj aur Umra
- Qurbani
- Nikkah
- Miaan Bivi ka Tarz-e-Zindagi
- Aqeqa Aur Raza'at
- Talaq aur Rajou
- Eddat Aur Soug
- Nazrain Aur Qasmain
- Qasam Ka Kufaraah
- Virasat K Masaeel
- Perdaah Libaas Aur Zeenat-O-Zaibaish
- Waldain Se Hussan Salook
- Dua
- Mukhtalif Fatawajaat
- Faith
- Knowledge
- Physical Purification
- Menstruation and Post-Partum Bleeding
- Prayer
- Funerals
- Zakat
- Fasting
- Hajj and Umrah
- Sacrifice
- Marriage
- Relation Between the Spouses
- Breast Feeding
- Divorce
- The Waiting Period (Iddah) and Mourning
- Oaths and Vows
- Expiation for a Broken Oath
- Injurious Crimes
- Hijab Dress and Adornment
- Being Dutiful to Ones Parents
- Supplications (Du'a)
- Miscellaneous Nature